Tag: red dot motion pictures

Tu Hi Quran Hai – Valentine’s Day Special Song

Tu Hi Quran Hai – Valentine’s Day Special Song

Tu Hi Quran Hai
______________

Tu hi hai zindagi,
Tu hi hai har khushi.
Tu hi khuda bhi hai,
Tu hi quran hai.

Tu door hai agar
Mausam udaas hain
Tu sath hai agar,
Puri har aas hai.

Maine padha nahi
Panna kitaab ka,
Tujhse mila hai jo
Mera khitaab hai.

Tu hi hai kal mera,
Tu mera aaj hai.
Jo lab na keh sake,
Tu hi wo raaz hai.

Lyrics by Sarvjeet Kumar Singh
Presents by Red Dot Motion Pictures
Edited by Sarvjeet Kumar Singh

Help Me – A Motivational Story

Help Me – A Motivational Story

Help Me – A Motivational Story

Never Stand Begging For That
Which You Have The Power To Earn.
– Miguel de Carvantes

#HelpMe #MotivationalFilm #2MinuteShortFilm #HindiShortFilm #HindiShortMovies #HelpMeShortMovies #LatestShortMovies #AShoeMakerMovie #RedDotMotionPictures #RedDotMovies #RedDot #Trending #YoutubeTrending #motivationalstories #shortvideos

Written, Edited and Directed by

Sarvjeet Kumar Singh
Help Me’s #Cast
Sandeep Kumar, Ravi Kumar, Rajan Kumar
Help Me’s #DOP
Amit Kumar Verma
Help Me’s #AssistantDirector
Kajal Singh

Presented by Red Dot Motion Pictures

|| LIKE || COMMENT || SHARE || SUBSCRIBE ||

Follow us on Instagram :
https://www.instagram.com/red_dot_motion_pictures

Follow us on Twitter :
https://twitter.com/Red_Dot_Picture

Like us on Facebook :
https://www.facebook.com/reddotmotionpictures

Akelepan Se Jab Dar Lagta Hai To Ho Jaati Hai Kayi Baar Mohabbat

Akelepan Se Jab Dar Lagta Hai To Ho Jaati Hai Kayi Baar Mohabbat

Mohabbat itni chhoti cheej nahi jo kadwahat mein nikal jaaye.
Wo to aapke saans ki mahak hai jo aapke har pal me ghul jaaye.

Akelepan se jab dar lagta hai,
To ho jaati hai kayi baar mohabbat.
Chalo maan liya !

Wo agar wo bewafa nikle
To hamne kaun sa wafa kiya.
Kosa unhen hazaron dafa,
Par ek baar bhi na bharosa kiya.

Bhool ek jo hui unse
Pal bhar me ham khafa ho gye.
Roothne manane ka silsila chalta raha,
Or hamne apne dil se unhe ruswa kar diya.

Akelepan se jab dar lagta hai,
To ho jaati hai kayi baar mohabbat.
Chalo maan liya !

Duaaon mein aksar khuda se unhe
Maang liya kar karte the.
Ta-umr wo wafa karte rahe hamse
Matlabi ham isi ki chaah rakha karte the.

Ki yun to rishte jaise hone chahiye
Ab kahan hua karte hain.
Khud ke khata ko bhool kar ham kyu
Auro se shikwa karte hain.
Kyun hamare dil me itni nafrat
aankhon mein na nind hoti hai.
kyun hame khud se jyada
Auro se ummid hoti hai.

Akelepan se jab dar lagta hai,
To ho jaati hai kayi baar mohabbat.
Chalo maan liya !

Jaana jab mohabbat ke maayine,
To jakar ye pata chala.
Tujhe paane ki junoon mein
Wo baat kaha thi,
Aaj teri yaadon me doob kar
Jo sukoon mila.
Samajhti thi jis pal ko main tanha,
Jaana aaj jaana wo tanhayi nahi thi.
Kahan ghoul paate hain rait paani mein,
Jaana ab jakar ye jaana,
Wo teri bewafaayi nahi thi.

Akelepan se jab dar lagta hai,
To ho jaati hai kayi baar mohabbat.
Chalo maan liya !

Baat jo ki unhone chhod jaane ki,
Aasiyaan jo mera bikhar gaya.
Paak kahan thi meri bhi mohabbat,
Jo ek thokar mein hi,
Unhe apna kehne se mukar gaya.
Agar karte ho bepahan mohabbat unse to suno
Agar jaate hain wo to unhe jaane do.
Unse alag hokar bhi,
Tumahra pyar poora rahega.
Mat bhoolo unse dobara mulakaat ki aas mein hi sahi,
Tumhari yaadon mein khayalon mein
Nazmon mein sawalon mein
Marte dam tak,
Wo shaks tumse jud’aa rahega.
– Sweta Sah

Malaal

Malaal

Addiction isn’t solely a retardant for Bharat, however additionally an entire world. And its biggest victim is today’s younger generation. This film “Malaal” relies on the matter.

An attempt has been created to point out through the short film “Malaal” that initial time individuals consume medicine solely within the style of hobbies, however short they become habituated. Owing to that most of the people have a deadly sickness like cancer or some a part of the body stops operating owing to this.

Malaal story is that the story of a young man United Nations agency lives his life gayly along with his mate. However sooner or later once his friend provides him a drink, then he gets his habit. Owing to that man he perpetually is available in his house sottish. Sooner or later once he’s reaching to drink alcohol in his house, his mate threw a bottle of his wine and throws within the garbage, once that the person slap his mate, however, the stunning factor is that once slap the mate, the person doesn’t even inspect his mate. The flip within the story comes once he wakes up within the morning and sees that the last night… see this video “Malaal” to ascertain succeeding story.

The story of Malaal might not be supported verity incident however it’s necessary to hide several aspects of truth.

Official Song “Meri Mohabbat Mein”

Official Song “Meri Mohabbat Mein”

Hindi song Meri Mohabbat Mein offering mood a Sad song presenting by Red Dot Motion Pictures and directed by Sarvjeet Kumar Singh.

 

Song: Meri Mohabbat Mein

Lyricist: Sarvjeet Kumar Singh

Music: Virendar Paul

Singer: Dev Singh and Nikita Singh




Lyrics “Meri Mohabbar Mein”

Meri mohabbat me kya thi kami,
Milkar bhi chahat mujhe na mili.
Jise sajdon me maanga har dafa,
Wahi ek khushi mujhe na mili

Kaise batayein tumko bhala,
Hamne mohabbat tumse hi ki.
Lekin lakeeron me kya tha likha,
Mil kar bhi tum ham ko na mili

haan bewafayi hamse hui.
Par bewafayi hamne na ki.
Jiski saza hamko bhi mili,
Par wo khata hamne na ki

Nazron ki thi gustakhiyan,
Tujhme hi ham utarne lage.
Tu jo mila, sach kahein.
Ham khud me hi, sawarne lage

Milkar tujhe aisa laga,
Jaise mukammal jahan mil gaya
Tu mil gayi sab mil gaya,
Jameen par khuda mil gaya

Kahin raah par chalte huye,
Lagta hai jaise ki tu aa gaya.
Saanso ko fir se wajah mil gyi,
Fir rooh jaise tadapne lagi

Jo chaaha na tha, jo maanga na tha,
Pehlu me aakar khushi chhin gyi.
Sajdo me saara jahan maanga tha,
kahin par adhuri dua reh gyi

Tu na mila to kaise bata,
Jiye zindagi kaise bhala.
Tu jo gaya khushi le gaya,
Jine ki saari wajah le gaya

Is zindagi me na sahi,
Us zindagi me hi bhala.
Mile ham magar, or na ho juda.
Guzarish hai ye. Bas aakhiri

 

MP3 “Meri Mohabbat Mein